NADWA KI HAQIQAT:
.
Nadwa ek aisi tanzeen hai jisne AhleQibla aur kalma goi ke naam par Musalmano me ittehadki sada buland ki aur kufr aur Islam ka farq mita diya.
Aadmi banam islam khwah kaisa hi bad aqidah murtad ho, agar kalma go hai to wo aur khush aqida musalman sab apas me bhai bhai hain.
Unme koi farq-o-Imtiyaz nahi.
Nadwe me isi qism ka ghaal-mail hai, wahan ittehad ke naam par Haqiqi islam ko baalaa-e-Taaq rakh diya gaya hai.
Azad khayali ka bahana bana kar Muslemaat shariah ka inkar kiya gaya.
ye Makruh aur ghinauna khel Nadwa ki chaar-diwari ke andar khela gaya aur sahih-ul-aqidamusalmano ko Siraat-e-Mustaq im se hatane aur unhe gumrah karne ki na-zeba koshish ki gayi.
.
inki kuch jhalkiyan ye hain.
.
Nadwah amoom fasaad hai.
Hujumul haad hai.
Hidayat ka radd, Haq ka insdad hai.
Hawa parasti hai.
Fasaado ki anjuman hai.
Makron ki sabha hai.
Majlis-e-Nadwa Ahlesunnat wal Jamaat ki tauheen karti hai.
Allah wa Rasool sallallaho alaihe wasallam wa momineen,
sab ki khaain hai.
Haram karati hai aur Farz se bachati hai.
Ehkam-e-Ilahiya se zadd bandhti hai.
Iski shirkat badi aag hai.
Maal ya badan se iski E'aanat gunaho ka ambaar hai.
Nadwah baatil hai.
Nari hawaye nafs wa pairwi-e-Shaita n hai.
Musalmano par Wajib hai ki isme naa jayen.
.
Zaahiran ye anjuman Kafiro ke makr panha seQayam hui, jis par iska naam Nadwa hi dalil hai.
Guman yehi hota hai ki is Majlis se unka maqsad un logo ke sath chalna hai jin logo neRasoolullah sallallaho alayhe wasallam ki dushmani me Nadwa banaya tha.
Nadwe ke Aqwal jhute hain.
Baatil baaten hain,
In me ALLAH AZZUWAJAL par iftera hai,
A'imma-e-Deen par Taa'n hai,
Sunnat wa Jamat se Khuruj hain.
Haram Qatayi ka hukm dena hai,
Farz Azeem ko haram karna hai,
Musalmano ko zarar pahuchana hai,
Sareeh dalalat ki taraf bulana hai,
Nayi Shariat Dil se garhna hai,
Kharijiyo, Motaziliyo ka mazhab hai,
Aqaid-e-Ahlesun nat wa Aayat-e-Quraniy a ka inkar hai,
Aqaid Islamiya par sakht Jurrat Qabeeha hai,
ALLAH Azzuwajal se ladai hai,
Uske Auliya se dushmani hai.
.
(Fatawul Harmain, S11-51)
,
NADWAH:
.
Inme Nabi alaihesalam par iftra hai,
Quran Azeem ki Tafseer apni Raaye Naqis se banai hai,
Rafz se banai hai,
Ghair Muqallid hain,
Bade se bade Mushtahid ki likhi Hadis ko nahi mante,
Kharq Ijma hai,
Hubbe Bidat hain,
Bugz-e-Sunnat hain,
Laanat-e-Ilahi ki taraf dawat hai,
Itteba maqsad shaitan hain,
Inkar-e-Quran hain,
E'aanat hadam Eiman hain,
Nadwe se Deen-o-Shariat ki nahi Bidat wa khurafaat aur bad aqidgi wa bad mazhabi ki tarweej Isha'at ho rahi hai,
(Fatawul Harmain Barjaf Nadwatul main 1317 Hijri)
.
is kitab ke Muideen Ulama,
.
1.Mufti Hanfiya Muhammad Saleh kamaal-Makka Mukarma,
2.Mudarris Masjid-e-Haram Syed Umar bin Saalim Bin Umarul Ataas-Makka Mukarma,
3.Mudarris Masjid-e-Haram Umar bin Abi Bakr ba Junaid-Makka Mukarma,
4. Husain bin Muhammad Habshi,
5. Tafaddalul Haq
6. Mudarris Masjid-e-Haram Muhammad Saeedbin Muhammad Bin Sulaiman-Makka Mukarma
7.Hafiz Kutubul Haram Syed Ismaeel bin Syed Khalil-Makka Mukarma
8. Ghulam Mustafa Muhajir-Muqeem Makka Mukarma
9. Mulla Akhunad Jaan Bukhari-Mujawir Harmain Mohtarmain
10. Aadam bin Jabiri
11. Khadim Mash'ar Haraam Abdur Razzaqul Qadriul Hanafi bin Abdul Samadul Qadri
12. Mudarris Haram Hafiz Abdul Lateef Qadri
13. Mudarris Masjid Haram Saeed Bin Muhammad
14. Mudarris Madarsa Ahmadiya Makka Moazzma Ahmadul Makiul Hanfiul Sabriul Imdadi.