SHIYAAO/RAFIZIYO KA JAWAB, BAGH-E-FIDAK

SHIAAO/RAAFZIYO KA JAWAB:
,
HUZUR NE BAGH-E-FIDAK H.FATIMA R.A KO NAHI DIYA THA.,
,
SHIA kehte hain ki H.Abu Bakr Siddiq ne Huzur ka Bagh-e-Fidak, apke wisal ke baad H.Fatima r.a ko nahi diya,
Ye Ilzam galat hai,
Hadees ki roshni me,
,
HADEES: H.Mugheerah r.a se riwayat hai ki H.Umar bin Abdul Azeez r.a ki khilafat ka jab zamana aaya to unhone Bani Marwan ko jama kiya aur unse farmaya ki Fidak Rasoolullah alaihesalam ke pas tha, jiski aamdani wo apne Ahl-o- ayal par kharch karte the, aur Bani Hashim ke baccho ko pahuchate the,
aur usse Garib Mard Aurat ka nikah karate the,
ek Martaba H.Fatima r.a ne Huzur se sawal kiya ke Fidak unhi ke liye Muqarrar kar den,
to Huzur ne inkar kiya,
apki zindagi bhar raha,
yahan tak ki apka wisal ho gaya,fir jab H.Abu Bakr Siddiq r.a khalifa hue to unhone Fidak me waisa hi kiya tha,
yahan tak ki wo bhi wafat pa gaye,
Fir Jab H.Umar Faruq r.a Khalifa hue to unhone bhi waisa hi kiya,
jaisa ki Huzur aur H.Abu Bakr r.a. Ne kiya tha,
yahan tak ke wo bhi Wisal farma gaye,
fir Marwan ne apne daur me Fidak ko apni jaageer me le liya,
yahan tak ki wo H.Umar Bin Abdul Azeez r.a ki jagir bana,
bas maine dekha ki jis chiz ko Huzur ne apni beti Fatima ko nahi diya,
us Par mera Haq kaise ho sakta hai,
lehaza mai aap logo ko gawah banata hu,
ke maine Fidak ko usi Dastur par wapas kar diya,
jis Dastur par wo pehle tha,
yani Huzur alaihesalam aur H.Abu Bakr r.a wa H.Umar r.a ke zamana e mubarak me tha.
(Rawahul Abu Dawood, Mishkaat, S-354)
,

Scan Page: http://m.facebook.com/photo.php?fbid=266335116815128&id=100003159244374&set=a.101857189929589.2470.100003159244374&refid=17
 is Hadees saaf zahir ho gaya ki Bagh-e-Fidak Huzur ne apni Beti H.Fatima r.a ko nahi diya tha, balki Garibo Miskeeno ki hajat rawai ke liye rakha tha,
,
fir bhi ab Shiaa log H.Abu Bakr Siddiq r.a par jo ilzam lagate hain,
ki Bagh-e-Fidak H.Abu Bakr ne H.Fatima ko nahi diya,
wo sarasar galat hai.

.
1.
SHIAAO KI MASH'HUR MOTABAR MAZHAB KITAB NAHJUL BALAGHTA ki Sharah hai, isme ek Riwayat ke alfaz ye hain,
,
Jab Fatima Zehra r.a ne fidak talab kiya to H.Abu Bakr Siddiq r.a ne kaha 'Mere maa baap aap par qurban, aap mere nazdeek Saadiqa ameena hain.
Agar Huzur ne apke liye fidak ki wasiyat ki ho ya wada kiya ho to usey mai tasleem karta hu, aur Fidak apke hawale kar deta hu,'
to Syedah ne farmaya ki Fidak ke mamle me Huzur ne mere liye koi wasiyat nahi farmayi.
(Nahjatul Balagha)
,

Scan Page: http://m.facebook.com/photo.php?fbid=266669896781650&id=100003159244374&set=a.101857189929589.2470.100003159244374&refid=17

 ye Riwayat to Khud Shiaao ki kitab se hai,
isse bhi saaf zahir hua ki Huzur ne Fidak H.Fatima r.a ko nahi diya tha,
Shiaao ne be wajah hi H.Abu Bakr r.a par ilzam lagaya ki unhone fidak nahi diya.
,
,
2.
SHIAAO KI DUSRI KITAB USOOLE KAAFI ME HAI,
,
Abu Abdullah H.Imam Jafar Sadiq r.a se riwayat hai ki Rasoolullah alaihesalam ne farmaya, ki Ulama e Deen Ambiya e Kiram ke waris hain.
Isliye ki Ambiya Kiram kisi shaks ko Dirham, Deenar ka waris nahi banate,
to jis Shaks ne Ilm Deen hasil kiya, usne bahut kuch Hasil kiya,
(Usool-e-kaafi, Baabul Ilm Wal Mutallim)
,
Shiaao ki hi is riwayat se sabit hua ki Ambiya-e-Kiram kisi ko apne maal ka waris nahi banate,
isliye fidak ka waris bhi H.Fatima ko nahi banaya tha.
,
,
,

3.
Shiaao ki isi Kitab USOOL E kaafi ke Baab Safatul Ilm me hai,
,
Abu Abdullah H.Imam Jafar sadiq r.a ne farmaya ki Ulama-e-Kiram Ambiya e izam ke waris hain. Aur ye isliye ki Hazraat Ambiya e Kiram ne kisi ko dirham ya deenar ka waris nahi banaya, unhone to sirf apni baato ka waris banaya, to jis shaks ne unki baato ko Hasil kiya, usne Bahut kuch Hasil kar liya.
(Usool-e-Kaafi, Baab Safatul Ilm)
,
Scan page: http://m.facebook.com/photo.php?fbid=266940380087935&id=100003159244374&set=a.101857189929589.2470.100003159244374&refid=17
.
 H.Imam Jafar Sadiq r.a to Shiaao ke nazdik Masum aur Ahlesunnat ke nazdik Mehfuz hain.
Unki riwayato se bhi sabit ho gaya ki Ambiya alaihesalam ki miraas sirf Ilm-e-Shariat hi hai,
aur Dirham, Dinar maal wa Asbaab ka kisi ko waris nahi banate,
aur jab ye baat khud Shiaao ki Kitabo se bhi sabit hai to H.Abu Bakr pe ye Ilzam kaisa? Ki HUZUR ka Bagh-e-Fidak, unke wisal ke baad H.Abu Bakr ne unki beti H.Fatima ko kyu nahi diya?
,
is Tarah Shiaa, Khulafa-e-Rashideen par sirf jhuthe ilzam lagakar jahannam ke haqdar hain.


.
AMBIYA E KIRAM KISI KO APNE MAAL KA WARIS NAHI BANATE:
HADEES KI ROSHNI ME,
,
1.
H.Abu Bakr Siddiq r.a se riwayat hai, Huzur alaihesalam ne farmaya,
'Hum(giroh e Ambiya) kisi ko apne maal ka waris nahi banate, Hum jo kuch chhod jayen wo sab kuch sadqa hai.'
(Rawahul Bukhari, Mishkaat S-550)
,
,
2.
H.Ayesha Siddiqa r.a se riwayat hai ki Huzur ke wisal farma jane ke baad Azwaaj e Mutahheraat ne chaha ke H.Usman Ghani r.a ke zariye Huzur ke maal se apna hissa taqseem karwayen, to H.Ayesha r.a ne farmaya,

'Kya Huzur ne ye nahi farmaya ki Hum kisi ko apne maal ka waris nahi banate?
To jo kuch hum chhod jayen wo sadqa hai.'
(Muslim, J-2, S-91)
,
,
3.
H.Amru Bin Haris r.a, jo NABI alaihesalam ki Zaujah, H Juveria r.a ke bhai the, farmaya,
,
'Rasoolullah alaihesalam ne wisal ke waqt Dirham, Deenar, aur Ghulam wa Baandi, kuch nahi chhoda, magar ek safed khacchar, Apna hathiyar aut kuch Zameen, jisko Huzur ne sadqa kar diya tha.'
(Rawahul Bukhari, Mishkaat S-55)
,
,
4.
Bukhari aur Muslim me H.Abu Hurerah r.a se marwi hai ki,
,
'Rasoolullah alaihesalam ne farmaya ki mere waris 1 dinar bhi taqseem nahi karenge,
mai jo kuch chhod jaun, meri Azwaaj ke musaarif, aur Aamilo ka kharch nikalne ke baad jo bache wo sadqa hai'
(Mishkaat, S-550)
,
,
5.
H.Umar Faruq r.a ne chand Sahaba ke Darmiyan, jahan, H.Ali aur H.Abbas r.a bhi maujud the,
Allah ki Qasam dekar pucha
'Kya apko ye pata hai ki Nabi sallallaho alaihe wasallam ne farmaya ki Hum kisi ko waris nahi banate,
to is par Sabne iqrar kiya haan, hume pata hai. Fir H.Umar r.a, H.Ali aur H.Abbas r.a ke taraf mutawajja hue ur Allah ki Qasam dekar yehi sawal pucha,
to H.Ali aur H.Abbas r.a ne bhi kaha ki haan Huzur ne aisa farmaya hai'
(Al Lafzul Bukhari,J-2,S-575)
(Muslim, J-2,S-90)
,
,
,
is Hadees se bhi saaf zahir ho gaya ki jab H.Ali r.a ki khilafat ka zamana aaya aur Huzur ka chhoda hua Khaibar aur Bagh-e-Fidak waghairah unke qabze me aaya, aur fir unke baad Hasnain Karimain waghairah ke ikhtiyar me raha,
magar un me se kisi ne Azwaaj e Mutahhraat, H.Abbas aur unki aulado ko Bagh-e-Fidak se hissa na diya.
,
lehaza manna padega ki Nabi alaihesalam ke chhode hue maal me koi wirasat jaari nahi hoti.
Warna ye tama Buzurgwar jo Rafziyo ke nazdik Maasum aur Ahlesunnat ke Nazdik Mehfuz hain, H.Abbas aur Azwaaj e Mutahhraat ki Haq Talfi Jaez na rakhte.
,
,
lehaza ye sabit hua ki Bagh-e-Fidak me Huzur ne H.Fatima r.a ke liye koi wirasat nahi chhodi thi,
isliye H.Abu Bakr Diddiq r.a ne wo Bagh apni daur e Khilafat me bhi H.Fatima r.a ko nahi diya,
usey Gharibo miskeeno ki madad ke liye istemal kiya,
,
bas is baat par Shiaao/Rafzio ne H.Abu Bakr r.a par jo ilzaamaat lagaye hain, wo sab Ghalat aur be buniyad hain,
,
is tarah Kisi bhi Sahaba ko galat, aur bura kehne wala Gumraah aur be-deen hai.

.

33 Comments

  1. Shia hate Umar. Reason:Umar set fire to the house of Fatema Zehra (s.a.)
    ----------------------------------------------------------------------------------------------------------
    ==The Event of burning of House of Janabe Fatema Zehra(s.a):==

    First Reference: al Imama wa al Siyasa, pages 18-30, Dhikr Bayya Abu Bakr, by Abu Muhammad Abdullah bin Muslim bin Qutaybah



    "When news reached Abu Bakr that the people had gathered in the house of 'Ali and were refusing to give bayya, he sent Hadhrath Umar in their direction. Umar called out to Akraan who was in the house of 'Ali, but he refused to come out. Umar then said: 'I swear by He who controls the life of Umar, if you people do not come out of the house I shall set fire to it, and everyone inside shall perish."

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ye Pahle jisne hame fadak samjhane ki koshish ki . is haram zade ne pahle khaleefa ka name liya doosre ka name liya teesre ka name kyen nahi liya fadak usman ne marvan ko dia avr us khabees ne apni beti ko de diya sahi bat zaban se nahi nakatit haram zado .are quran tumhe kaise samajh me aata tumne to unse quran liya jiski zindagi sharab khori me guzri 50 sal ke bad iman le aye marvan ne apne damad ko dia pad haram zade apni tareekh padh mamoon rashhed ne likh kar use lavtaya .

      Delete
    2. Kya kahun khabees ki avlado samajh me nahi aata ki kya kahun haram zade pooch apene molvi se ki jab ambiya ka waris nahi hota to Nabi hazrat dauood ka waris kavn bana . Yaqoob ka waris kavn bana hazrate yahiya ka waris kavn bana . Pooch . Phir ye sabit karna kiska haq tha . Itna to kitab tumhari me likha hai ki Beebi fatima gayi darbar me fadak ka dawa kiya . Tumhara khayal hai vo beebi ka dawa mazallah galat tha islam samjhoge . Islam jiske ghar me ayaa usse itni badi dushmani . Jahannam likha le tayar hai .

      Delete
  2. The people said 'Abu'l Hafs (Umar), Fatima (daughter of Rasulullah (s)) is also in this house'. Umar replied, 'I do not care about this, people should leave the house of 'Ali and give bayya'. 'Ali replied I have sworn that I shall not set foot outside my home until I have completed compiling the Qur'an.'

    Sayyida Fatima arrived at the door and said: 'I have no association with those individuals that acted in such a manner as to abandon the funeral of Rasulullah (s) (ie Abu Bakr, Umar and co), and on this matter (leadership) they decided themselves (ie stole the khilafat), they did not even so much as consult us. They also took that which was rightfully ours (Fadak).
    Umar then left and he began to dispute with Abu Bakr, 'Do not leave (in peace) those that are refusing to give bayya'. Abu Bakr then sent his servant Qunfaaz to summon 'Ali. Qunfaaz reached 'Ali and said 'The Khalifa of Rasulullah (s) is summoning you'. 'Ali replied (mocking this new title of Abu Bakr) 'You have gone against the words of Rasulullah (s)'. Qunfaaz relayed these words to Abu Bakr, upon hearing this he (Abu Bakr) spent a considerable amount of time weeping. Despite his sending his Servant, 'Ali still did not come.

    ReplyDelete
  3. Then Hadhrath Umar accompanied by a group, arrived at the house of Fatima and began to bang on the door. When Fatima heard their voices she proclaimed loudly:
    'O people, after Rasulullah (s), the son of Khattab..'

    When the people heard Fatima's voice and her anguish they left in grief weeping, fearing that their hearts would be torn apart… Only Umar and some others remained, the rest returned to their homes. They removed 'Ali from his home by force and brought him before Abu Bakr, and said 'Give him bayya'. Umar said:'By Allah, who alone is worthy of worship, I shall otherwise strike off your neck'.
    'Ali replied:
    'Would you kill a Slave of Allah (swt) and the brother of the Prophet?'
    Umar replied:
    'I accept that to you are a Slave of Allah, but not that you are the brother of the Prophet (ie he accuses Ali (as) of lying)'.
    Abu Bakr remained silent, and Umar said:
    'Why are you not demanding the bayya from him?'
    Abu Bakr replied 'As long as Fatima is by his side, I shall not pressure him'.
    Then 'Ali went to the grave of Rasulullah, embraced it crying aloud 'Your Ummah now considers me to be weak and they wish to murder me'. Meanwhile Umar said to Abu Bakr 'Accompany me to see Fatima as we have incurred her anger'.

    They both wanted to see Fatima and so they approached 'Ali, who took them to see her. He ['Ali] sat them down but Sayyida Fatima turned her face away from them. They both conveyed salaam to Fatima but she did not reply. Hadhrath Abu Bakr then said 'Beloved daughter of Rasulullah (s) I love you more than my own daughters, and I cannot tolerate the fact that I remained alive on the day that your father had died. I know your exalted rank and status, but I did not uphold your claim for possessions as Rasulullah had stated 'Our property will not be inherited, whatever we (i.e. prophets) leave is Sadaqa (to be used for charity)'.

    ReplyDelete
  4. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  5. Fatima said 'If I remind the two of you about a hadith that you are aware of, will you then act in accordance with it?'
    The two said 'Yes, do tell us'.
    She said 'I want you to swear by Allah if you can testify to hearing this hadith:
    "Fatima's happiness is my happiness and her anger is my anger. Whoever has maintained friendship with Fatima had maintained friendship with me, whoever upsets her, upsets me".
    Both confirmed hearing this hadith from Rasulullah(s). Sayyida Fatima then said: I testify before Allah (swt) and his Angels that you (Abu Bakr and Umar) have upset me, you did not keep me happy and I shall complain to Rasulullah (s) about this when I see him.

    Abu Bakr then said 'I seek protection from Allah's anger and your (the Prophet (saws)'s) anger'. At that moment tears filled Abu Bakr's eyes and Sayyida Fatima said:
    'I shall curse you in every prayer.'

    Abu Bakr left the house hysterical and screamed at the crowd of people that had gathered outside:
    'You people have it (so) easy and go to your beds in peace with your wives at night, whilst you have engulfed me in a terrible crisis (of conscience). I do not need your bayya, revoke the bayya that has been given to me.'
    The people said 'Khalifa of Rasulullah (s) the Khilafat cannot work without you at the helm'.
    ----------------------------------------------------------------------------------------------------------

    Second Reference: • Tareekh Abul Fida Urdu translation by Maulana Karrem'ud Deen al Hanafi pages 177-179, by Abu al-Fida 'Imad al-Din Isma'il b. 'Umar

     Then Abu Bakr sent Umar bin Khattab with the objective that those 'people gathered in the house of Fatima and Ali come out, and that if anyone objects to coming out then you should fight them'. Hadrath Umar approached with fire in his hands to set the house ablaze. At this point Hadhrath Fatima approached and said 'Where are you going, Ibn Khattab? Do you wish to set my home on fire? Umar said 'Give bayya to 'Abu Bakr and enter into that which the majority of the Ummah has agreed to."

    ReplyDelete

  6. Third Reference:   al-Aqdul Fareed by Ibn Abd Rabbah al-Malik,

    "Those that were opposed to the bayya of Abu Bakr were 'Ali, Abbas, Zubayr and Sa'd bin Ubada, amongst whom 'Ali and Abbas were sitting in the house of Fatima. At that time Abu Bakr sent Umar with the order 'that you remove those gathered in the house of Fatima, and if they refuse to come out then kill them'. Umar brought fire to the door and Fatima said 'Ibn Khattab have you arrived in order to set my home on fire?'. Umar replied 'I have come with the intention that you people give bayya to Abu Bakr as others have done".

    ReplyDelete
  7. The daughter of the Holy Prophet (s.a.w.w.) suffered a miscarriage due to the actions of Umar .
    ===========================================================

    Reference 1: Sharh Kushaiji page 407

    Abubakr sent Umar when Hazrat Ali (as) had refused to give bayya to Abubakr. Umar went with fire and this caused the daughter of the Holy Prophet (s.a.w.w.)  distress as a result of which she suffered a miscarriage.
    --------------------------------------------

    Reference 2: Abdul Kareem Shahrastani in abubakar(la) Milal wa Nihal volume  page 77

     Umar struck the stomach of the daughter of Holy Prophet (s.a.w.w.) that resulted in her losing the child in her womb.Umar had threatened to set fire to the house, including those inside, this included Hazrat Ali (as), the daughter of the Holy Prophet (s.a.w.w.), Hasan, Husayn and others.
    ------------------------------------------------------------------------------

    Reference3: Hanafi scholar Muhaddith Shah Abdul Haqq Dehlavi in Murujj  Nubuwwa Chapter 4 writes.

    Allah (s.w.t.) gave the daughter of the Holy Prophet (s.a.w.w.)  following five children, Hasan, Husayn, Zainab, Umme Kulthum and Mohsin, who was martyred following the Ummah’s oppression , this illness and pain led to the death of the daughter of the Holy Prophet (s.a.w.w.).

    Analysis:
    I request the readers to honestly tell that did the HouseHold of the Holy Prophet (s.a.w.w.) deserve such type of treatment, as meted out to them by Umar , Abubakr and party. Was the daughter of the Holy Prophet (s.a.w.w.) happy with their treatment. Would the Holy Prophet (s.a.w.w.) be happy at what was done with his progeny immediately after his demise.

    Final Conclusion

    The Holy Prophet (s.a.w.w.) and his progeny were the best of Allah (s.w.t.)’s creation and Umar and Abubakr who opposed them, misbehaved with them and even threatened to burn them alive were the worst of the creation.
    Now have you got the answer to why Shias hate Abu Bakr and Umar and those companions of Holy Prophet(s.a.w) who misbehaved with his progeny.
    Important Note: Shias love and respect all companions of Holy Prophet(s.a.w) except those who mistreated and killed the progeny of Holy Prophet(s.a.w).

    ReplyDelete
  8. Report of Ibne Taymiyyah, founder of Wahabism (728 A.H.) about the attack on the house of revelation and martyrdom of Lady Zahra (sa)

     Ibne Taymiyyah Harrani, leader of Wahabism, has hinted about the incident of attack on the house of revelation and he says in Minhajus Sunnah:
    Umar bin Khattab surrounded the house ofFatima to see if anything from the Public Treasury was kept there; that he may distribute it among deserving people.[1]
    The fact is that the incident of attack of house of Lady Fatima (s) in the view of Ibne Taymiyyah was a proven thing and which cannot be denied, even though he tried to justify it and give it an unacceptable form, which is not concealed from any sane person, but even he cannot deny its factuality.


    [1] Minhajus Sunnatun Nabawiya, Vol. 7, Pg. 90, Ahmad bin Abdul Halim bin Taymiyyah Abul Abbas Harrani (d. 728 A.H.), Edited: Dr. Muhammad Rishad Salim, Mausisa Qurtuba, First edition, 1406 A.H.
    Posted by hesham102001 at 3:02 AM 

    FOR MORE INFORMATION GO TO THIS LINK.
    http://oppressionsuponjanabezahra.blogspot.in/search/label/ATTACK%20ON%20THE%20HOUSE%20OF%20JANABE%20ZAHRA%20%28SA%29

    ReplyDelete
  9. AHL-E-SUNNAT REFERENCES FOR BAGH E FADAK
    Sahih Bukhari Volume 8, Book 80 {Book Name: LAWS OF INHERITANCE (AL-FARAA'ID)} Hadith Number 718

    Narrated `Aisha:
    Fatima and Al `Abbas came to Abu Bakr, seeking their share
    from the property of Allah's Apostle and at that time, they
    were asking for their land at Fadak and their share from
    Khaibar. Abu Bakr said to them, " I have heard from Allah's
    Apostle saying, 'Our property cannot be inherited, and
    whatever we leave is to be spent in charity, but the family of
    Muhammad may take their provisions from this property." Abu
    Bakr added, "By Allah, I will not leave the procedure I saw
    Allah's Apostle following during his lifetime concerning this
    property." Therefore Fatima left Abu Bakr and did not speak to
    him till she died.

     More Hadiths References For Bagh e Fadak

    Sahih Bukhari Volume 5, Book 57 COMPANIONS OF THE PROPHET, HadithNumber 60

    Sahi Bukhari Volume 5, Book 59 MILITARY EXPEDITIONS LED BY THE PROPHET (PBUH) (AL-MAGHAAZI), HadithNumber 368

    Sahih Bukhari Volume 8, Book 80 LAWS OF INHERITANCE, Hadith Number 718

    Sahih Muslim Book 019 THE BOOK OF JIHAD AND EXPEDITION (KITAB AL-JIHAD WA'L-SIYAR), Hadith Number 4352

    Sahih Muslim Book 019 THE BOOK OF JIHAD AND EXPEDITION (KITAB AL-JIHAD WA'L-SIYAR), Hadith Number 4353

    Sahih Muslim Book 019 THE BOOK OF JIHAD AND EXPEDITION (KITAB AL-JIHAD WA'L-SIYAR), Hadith Number 4354

    Sunan Abu dawud Book 19, Hadith Number 2961

    Sunan Abu dawud Book 19, Hadith Number 2963

    Sunan Abu dawud Book 19, Hadith Number 2966

    Sunan Abu dawud Book 19, Hadith Number 2969

    Sunan Abu dawud Book 19, Hadith Number 2976

    Sunan Abu dawud Book 19, Hadith Number 2978
    Posted by hesham102001 at 3:31 AM 
    FOR MORE INFORMATION GO TO THIS LINK.
    http://oppressionsuponjanabezahra.blogspot.in/2011/08/ahl-e-sunnat-references-for-bagh-e.html

    FOR MORE RELETED SEARCH GO TO THIS LINK.
    http://oppressionsuponjanabezahra.blogspot.in/

    ReplyDelete
  10. Intezar sahab

    kisi riwayat ki Mukammal sanad to pesh karo. Hawa me teer kyu chala rahe ho.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Agar janab ye baat sahi h to mai ye kahna chahunga k sunni hazraat m nabuvat k baad khilafat h aur agar umar hi nabi bante to khalifa bhi sabse phle unko hi banna chahiye tha tab to phir agar hum maan le k Abu bkr n bibi fatima ka haq nahi liya to hzrt umar ka to haq maara

      Reply Delete

      Delete
    2. Ye hazrat us riwayat k silsile m h jisme likha h k umar nabi hote agar rasolallah k baad nabowat chalti to

      Delete
  11. Apni kitabo k hawaly math do pehly apni kitabo ko jancho to sahi sahih muslim me kitabul wasaya me he k hazeath saad bin ubi waqas se riwayeth he k meny rasool se kaha k mera waris koyi nahi sewaye aik beti k phir usi chepter me saad se riwayath he k saad k teeno bety halanky tarikh ki kitabo me deklo imam hussain a.s k qatilo ki foj ka sardar umer ibn e saad ibn e ubi waqas tha hahahaha ye he ap logo ki kitaby

    ReplyDelete
  12. Kiya tumhari kitabo me nahi likha k mazz allah rasool ne karhy hoker pishab kiya hahahaha

    ReplyDelete
  13. Ager sahih muslim me bab e razath kholo to ankhaun khuli reh jaengi tumhari hazrath ayisha r.z se riwayeth he k aik din rasool gher aye to mere qareeb aik shakhs beta tha to rasool ka chahra ghussy se surkh hogaya mene kaha k ya rasool allah ye mera razayi bhai he yani dodh sharik bhai to rasool ne jawab diya zara ghor kiya karo apny dodh k bhaiyo me q k razaath us waqt sabith he jo bhok me ho yani 2 sal k ander
    Is riwayeth se uper ki riwayeth he haRath ayisha r.z se riwayeth he k abu huzefa ki b.v rasool k pas ayi or kaha k salam hamara ghulam bacha tha tabse hamary pas ata he ab wo jawan hogaya he daarhi agayi he uski ab wo ata he to mera shohar abu huzafa naraz hoty hain ab kiya karoon to rasool ne kaha k tum salam ko apna doodh pilado tum us per haram hojaogi hahahaha kiya is se pehly wali riwayeth me nahi likha k dodh pina wahi moutabar he jo bhook me piye yani 2 sal k ander or quran b 2 sal tak ka hi kehta he

    ReplyDelete
  14. Sahih bukhari me kiya ye nahi likha k hazarth ayisha se riwayeth he k hazratg fatima zahra a.s abu baker or umer se bagh e fidaq k mamly me naraz rahin or merty dam tak bath nahi ki unse

    ReplyDelete
    Replies
    1. Janab kya koi revayat aisi bhi h k agar rasulekhuda Mohammad s.a k baad koi nabi hota to umar hote..????

      Delete
  15. Agar janab ye baat sahi h to mai ye kahna chahunga k sunni hazraat m nabuvat k baad khilafat h aur agar umar hi nabi bante to khalifa bhi sabse phle unko hi banna chahiye tha tab to phir agar hum maan le k Abu bkr n bibi fatima ka haq nahi liya to hzrt umar ka to haq maara

    ReplyDelete
    Replies
    1. Rasool-e Khuda Jalle Shaanahu ki hadees ha ke 'Li Khumsetu uttfi bihaa harril waba lil haatema, al Mustafa wal Murtaza wal Ababa humaa wal Fatema'. Yeh ek mustanad hadees hai jo Shia air hamari (Sunni) kitaabon mein bhi hai. Isska tarjumaa hai ke aye musalmaano mushkilon mein shifaat inn mein talaash karo: Mustafa, Ali al Murtaza , Fatima air unnke bete. RasoolAllah ne Hasan o Hussain nahi kaha, kaha unnke bete yaani me saadaat

      Phir bataaye ki Naboowat ke baad khilaafat ke Ahlebayt (yaani me Saadaat) ???
      Janaab zaraa deen mein kuch khooj kijiye phir manaazra kijiye.

      Delete
  16. Phli baat to mugheera ko hum nhi mante humari rivayat batati h k wo bibi fatima ka katil hai usne bibi fatima k darwaze par aag jama ki thi aur aap uski rivayat humme sunate h aur usne imam Ali a.s ke galle me rassi bandhi thi to usko aap r.a khte h....!!! Aur dosri baat k aapki nahjul balagah wali rivayat jhuti h humne kabhi ye rivayat nhi padhi nhi hai aisi ilzaam naa pagaiye proof dijiye

    ReplyDelete
  17. Naqvi Sahab,

    Zarur apko scan bhi dikhaya jayega, apko meri taraf se dawat hai ki Mukammal baat karne ke liye mujhe Facebook pe contact kijiye sabke samne debate hogi aur in sha ALLAH result niklega. yahan par tafseeli guftgu karna mumkin nahi hai. upar mera fb link hai usse mujhe fb pe contact kar lijiye,,,,,,..... i am waitingg........

    ReplyDelete
  18. AneeqAli Mashahadi sahab

    Aap kisse mukhatib hain aur kya kehna chahte hian, agar apko meri is post pe koi aitraz hai to apne aitraz ki thodi wazahat kijiye tka tasalli bakhsh jawab diya ja sake.

    Panj-e-tan Paak sadqe ALLAH ne jitna Ilm se nawaza hai ummid hai wo Shiaon aur sabhi batil firqon ke radd ke liye kaafi hai.
    aur agar jis kisi ko bhi hamse mukammal baat karne ya Munazra karne ka shuaq ho to welcome. upar mera Facebook link maujud hai uspe clik karke mujhe direct social network pe baat kar lijiye. Naqwi sahav ko ek bar mukammala baat ke liye dawat diya wo to gayab hi ho gaye balki sabhi shia dhire dhire gayab ho gaye apna khali comment karke. lijiye yahan bhi atttach kar raha hu apni Id ka link.
    https://www.facebook.com/irfan.barkaati.10

    ReplyDelete
    Replies
    1. Tum kehte ho abubakar ne de diya fidak bibifatima zEhra s.a ko

      To tm ye btao fir rasool ki beti naraz kyo thi r kyo is duniya se jate hue bhi abu bakar se baat nhi ki ?

      Agr fidak de diya tha to phir ye log janabe fatima s.a k janaze ki namaz me kyo nhi shareek the ?

      Khair fidak me tm muh ke bal gir jaoge


      Uske pehle ao khilafat pr

      Koi bhi aisi hadees ya quran ki ayat dikha do jisme ye na likha ho ki khalifa allah r uske rasool s.a.w.w ko banane ka haq nhi h

      Jab hazrat adam a.s ko khalifa allah ne bnaya wo bhi zameen ka


      124000 .Pagumber ko khalifa allah ne bnaya sbse pehle hazrt adam a.s ko bnaya
      Warna jakr pucho apni bukhari se rasool ke janaze ke waqt ye 3 log kaha gayeb. The kitne badneebthe rasool ka janaza h r saqifa bani sada me baith kr khalifa bhi ban gye logo ne bait ki

      Hazarat ali a.s ne kbhi bhi baiyat nhi ki r na kbhi kiya

      Agr itna hi sachche the to shabe hijrat rasool allah s.a.w.w ki bistr pe so jate

      Agar itna hi sachche the to rasool ne tumhre abubakr usman umad k liye kyo nhi farmaya tumhri mere bhai jabki

      Hazarat ali a.s k liye farmaya

      Ay ali tum duniya r akhirat me mere bhai ho nabi se pucho ya phir apni bikhari muslim dawood se

      Agr itne hisachche tmhre 3 zabardasti ke khalifa ban gye jinko nabi ne kabhi khalifa nahi bnaya
      Agr tumhre umar jinko tm farooq e azam kehte ho jakr apni bukhari padho

      Jab akhri waqt me jb rasool alllah sa.w.w ne kalam r kagaz manga to umar ne kyo nhi diya r bad me tumhre umar kehne lge ki ye haziya bak rha h



      Delete
  19. Assalamualaikum bhai

    Apki post bohat acchi hn MasahAllah aur alhumdulillahh haa bhi hn


    Per scan to mil hi nhi rhe hn


    Not available aa rha hn aysa q bhi plzz reply kareee scan ki mujhe bohat jarurat hn

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bhai apna email id do ya whatsup do main apko sab send krta hu sahi bukhari ki hadees muslim dawood sabki hadees rmail id dena ho to de do ya phir phon nmber mera leena hai to le lo 8318625184

      Delete
  20. Yeh nahjul balagha ka kaunsa khutba ka reference diya hai???

    ReplyDelete
  21. Yeh nahjul balagha ka kaunsa khutba ka reference diya hai???

    ReplyDelete
  22. Yeh nahjul balagha ka kaunsa khutba ka reference diya hai???

    ReplyDelete
  23. Ye Murtad Kafir Rafzi Kya Jane Hazrat Abu Bakr Radi Allahu Tala Anhu Ka Martaba

    ReplyDelete
    Replies
    1. Abubakar kamartaba ye hai ki gaar me rasool allah pe inko bharosa nahi tha

      Jung se bhaage

      Shab e hijrat nabi k bistr pe sone se bhage

      Jung e khaiber me nabi ne kaha ki main usko alam dunga jo allah r uske rasool se muhabbat karta hain r wo bhi allah r rasool se muhabbat krta hain
      Jo rasool allah ke janaze ki namaz chodh kr chala gya

      Jo rasool allah ki beti ka gustakh ho

      Jisko nawasa e rasool ne mimber pe utar diya ho



      Yehai tmhre abubakar ka martaba

      Delete
Previous Post Next Post