SALAFIYON KI FIRQA PARASTI AUR TAUHEEN-E-MUSTAFA sallallaho alaihhe wasallam

Alhamdulillahe Rabbil Aalameen
Was Salaato Was Salaamo ala Sayyedil Mursaleen.
Amma Ba'ad, Faoozu Billahe Minash Shaitanir Rajeemi Bismillahir Rehmanir Raheem.

Aaj Naam Nihad Ahlehadees/Salafi jo hum Ahlesunnat wal Jamaat ko Firqa parast kehte hain,
Aaiye aak zara ek nazar inki firqa parasti par daalte hain ki inki jamaat me kitne firqe hain.

Hadees: H. Umar Farooq Azam khawarijon ki pehchan batate hue farmate hain: وكان ‏ ‏ابن عمر ‏ ‏يراهم شرار خلق الله ‏ ‏وقال إنهم انطلقوا إلى آيات نزلت في الكفار فجعلوها على المؤمنينLogo me sabse bure wo log hain jo Kafiro per nazil hone wali aayten musalno par chaspan kar dete hain.
(Bukhari - Chapter Khawarijeen, Baab Qitaalil Khawarij)
[Fath ul Bari, Chapter of Killing the Khawarjites and Mulhideen, Volume 16, Page No. 164]
Scan Page: f2 .
.Imam Ibn Hajar Asqalani farmatee hain ki is hadess kki Sanad Sahih hai. ye Hadees Imam Muslim ki marfu Hadees se bhi sabit hai jo Abu Zar r.a se riwayat hai.

Imam Taqi al-Din al-Subki apne fatwe me farmate hain ki ye masla saaf hai ki Khawarij kafir hain butt parastish ki waja se aur momineen, mujtehdeen ki takfir karne ki waja se.

Aaj ke waqt me 100 se bhi zyada firqe Ahlehadeeso/Salafiyo me paaye ja rahe hain unme se kuch hum yahan apke samne pesh karte hain: 


EARLIER GROUPS
 (1)   Makhamahs,
 (2)   Najdaatis,
 (3)   Thu'aalabahs,
 (4)   Ajaaridahs, 
 (5)   Zariqahs,  
 (6)   Abaadhiyyas 
 (7)   Safriyyas 
 (8)   Ash-Sharaahs 
 (9)   Khamariyyas,
(10)  Huooriyyas 
(11)  Shyaybiyyas   
(12)  Ibaathiyyas,
(13)  Shamraakhiyyas,
(14)  Salaydiyyahs,
(15)  Sirriyyahs, 
(16)  Azriyyahs, 
(17)  Ajradiyyahs, 
(18)  Shakkiyyas, 
(19)  Fadhaliyyahs,  

(20)  Bayhasiyyahs,   

(21)  Atwiyyahs, 

(22)  Fadeekiyyahs,  
(23)  Jadiyyahs,
CURRENT GROUPS
(24)   Ibadi Salafis,
(25)   Nafusa Salafis,
(26)   Hinawis Salafis,
(27)   Ghaffiri Salafis,
(28)   Mzabi  Salafis,
(29)   Jerba  Salafis,
(30)   Modernist or Neo Salafis 
(31)   Madkhali, or Super Salafis,
(32)   Conventional or Najdi or Wahhabi  Salafis,
(33)   Jihadi Salafis,
(34)   Qutubi Salafis,
(35)   Laskar Jihad Salafis (followers of Ja'far Umar Talib),
(36)   Al-Bani  Salafis,
(37)   Academic Salafis,
(38)   GSPC Algerian Salafis,
(39)   Murji Salafis,
(40)   Talafi Salafis,
(41)   Ma'ribi Salafis,
(42)   Hizbi Salafis,
(43)   Khariji Salafis,
(44)   Takfiri Salafis,
(45)   Nasibi Salafis,
(46)   Ghloovi  Salafis,
(47)   Qawmi Salafis,
(48)   Taqleedi Salafis,
(49)   Asabi Salafis,
(50)   Nation of Islam Salafis, 
(51)   Ahle Hadith Salafis,
(52)   Deo Bandi Salafis,
(53)   Nadwatul Ulema Salafis,
(54)   Ilyasi Salafis or Tabhlighee Salafis,
(55)   Jamiat Ulema-e-Islam Salafis,
(56)   Jamiat-e-Ulema Hind Salafis,
(57)   Millat-e-Islamia Salafis,
(58)   Israri Salafis or Tanzeem-e-Islami Salafis,
(59)   Islahi Salafis, (followers of Amin Islahi 1904-97)
(60)   Ikhwan-ul-Muslimeen Salafis,
(61)   Jamaah Islamiya Salafis,
(62)   Darul Islam Salafis
(63)   Jam'iya al-Salafiya al-Mujahida Salafis
(64)   Islamic Salvation Front Salafis
(65)   Maududi Salafis or Jamat-e-Islami Salafis,
(66)   Ansar As-Sunnah Salafis,
(67)   Tehrik-e-Taaliban Salafis,
(68)   Zaakiri Salafis (followers of Zakir Naik),
(69)   Jama't-ud-Dawa Salafis,
(70)   Lashkar-e-Taiba Salafis,
(71)   Nabhani Salafis or Hizb ut-Tahreer Salafis,
(72)   Jamiyya Salafis,
(73)   Invitation to Paradise Salafis
(74)   Hussami Salafis (Followers of Aqil Hussami),
(75)   Ta'meer-e-Millat Salafis,
(76)   Tafweedi Salafis, 
(77)   Sahwi Salafis, etc.
(78)   Islamist Salafis,
(79)   Tauseefi Salafis (followers of Tauseefur Rahman) 
(80)   Pathless Salafis (Non Arabs living in Saudi Arabia)
(81)   Athari Salafis,  
(82)   Jamat-ul-Muslimeen Salafis,   
(83)   Guraba-e-Ahle-Hadith Salafis, 
(84)   Thanaiyah Salafis,  
(85)   Al-Maqdisi Salafis, 
(86)   At-Tawheed wal Jihad Salafis, 
(87)   Al-Wala' wal Bara Salafis,
(88)   Mean Green Salafis,    
(89)   Almost Salafis, 
(90)   Yemeni Salafis, 
(91)   Kung Fu Salafis, 
(92)   Bidda Salafis,  
(93)   Red Beard Salafis, 
(94)   Blood Salafis, 
(95)   Maxican Salafis,  
(96)   Jordanian Salafis,   

(97)   Canadian True blue Salafis,   

(98)   Sipah-e-Sahabah Salafis, 

(99)   Lashkar-e-Jhangvi Salafis,  
(100) Harakat-e-Inqilab-e-Islami Salafis,
(101) Harakat-ul-Ansar Salafis, 
(102) Hizb-ul-Mujahideen Salafis,
(103) Counterfeit Salafis,
(104) Al-Shabab Salafis,

(105) Jund Ansar Allah Salafis, 
(106) Jaysh Al-Islam Salafis,  
(107) Jaysh Al-Umma Salafis, 

(108) Nour Salafis,  
(109) Freedom and Justice Salafis,  
(110) Deobandi Army of Islam Salafis, 

(111) International Islamic Front Salafis,   

(112) Freedom and Justice Salafis, 

(113) Student Islamic Movement of India (SIMI)  Salafis, 
(114) Jamiat-ul-Hekma Salafis,
(115) Al-Ehsan Salafis,
(116) Al-Sururi Salafis, (followers of Al-Sururi)
(117) Islamic Heritage Restoration Salafis,
(118) Islah Salafis,
(119) Al-Ahdi Salafis (followers of  Faysl Al-Ahdi) 
(120) Muqbil Salafis, (followers of Muqbil Al-Wadi) 
(121) Independent Yemeni Salafis, 
(122) Kuwaiti Islamists Salafis,
(123) Purists Indonesian Salafis,
(124) Partai Keadilan Sejahtera (PKS), Salafis,
(125) Darul Islam Salafis,  
(126) Jemaah Islamia  Salafis,
(127) Strict Indonesian Salafis,
(128) Wahda Islamiyya Salafis,
(129) Mohammadiyah Salafis,
(130) Persatuan Islam (Persis) Salafis,
(131) Al-Irsyad Salafis,
(132) Dewan Dakwah Islam Indonesia (DDII) Salafis,
(133) Mutamar al-Alam al-Islami Salafis,
(134) Rabithah al-Alam al-Islami Salafis,
(135) LIPIA Salafis,
(136) Pesantren Salafis,
(137) Nida Salafis (followers of Abu Nida)
(138) FKASWJ (Forum Komunikasi ASWJ) Salafis
(139) Al-Sofwa Salafis,
(140) At-Turots Salafis,
(141) IREF Indian Salafis,
(142) Kumpula Muhahidin Malaysia (KMM) Salafis,
(143) Parti Se-Islam Malaysia (PAS) Salafis,
(144) Brotherhood of Inner Power (Al-Maunah) Salafis,
(145) Darul Islam Nusantara Salafis, 
(146) ABIM Malaysian Salafis,
(147) Al-Arqam Salafis,
(148) Reformasi Salafis,
(149) Islamic Algerian Salafis,
(150) Sayyafi Salafis (followers of Abu Sayyaf),
(151) Moro Islamic Liberation Front Salafis,
(152) Australian Salafis,
(153) Al-Muhajiroun Salafis,
(154) UK Saved Sect Salalfis
(155) UK Al-Ghuraba Salafis,
(156) Takfiri Algerian Salafis,
(157) Jam'iyyah Ihyaa Turaath Al-Islami Salafis,
(158) Jam'iyyah Ihyaa Minhaj as-Sunnah Salafis,
(159) Salafi Publications (OASIS) Salafis,
(160) Tajik Salafis,
(161) Al-Ansar Tabhlighee Salafis,
(162)  Jamiatul Ansar Salafis, 
(163)  Harakatul Mujahideen Salafis, 
(164)  Harakatul Jihad al-Islami (Huji) Salafis, etc.
.

Hadees Sharif me hai ki : Hazrat Abu Naim r.a apni kitab Huliya me naqal karte hain ki Nabi sallallaho alaihe wasallam ne farmaya ki qayamat se pehle wo (gumrah kun Badi jamat aur unki chhoti jamaaten) phail jayengi aur chote aur bade keede aur makodo ki tarqah hamle karengi. so jo bhi unka zamana paaye wo ALLAH se panah mange.
(Huliya)

Upar i hadees se saaf pat achalta hai ki gumrah kun Jamato jaise salafiyo me bade aur choti jamaten bhi hongi aur wo tamam monineen ke imaan-o-aqeedah par hamla karengi. unke zeher ki dawa karna bahot mushkil hai so hum unse ALLAH ki panah mangte hain.
Qurani aayato ko jo Mushrikeen-e-Makka ke bare me nazil hui thi, unka istemal Sahaba aur Awliya par munafiqeen ke zariye Khulafae-e-Rashideen ke daur me hi shuru ho chuka tha. baad me ye Kharijiees  aur Salafiyon ke zariye chalta raha. unme se kuch Ulama hain jinhone is kaam ko anjaam diya unke kuch naam neeche diye ja rahe hain:
(i) Ibn Khuzaimah (933-846), (ii) Ibn Taymiyyah (1263-1228) , (iii) Ibn al-Qayyim (1292–1350), (iv) Al-Mizzi (1256–1341), (v) Ibn Kathir (1301–1372), (vi) ad-Dhahabi (1274–1348), (vii) al-Birzali (1267–1339), (viii) Ibn Abd-al-Wahhab (1703–1792), (ix) Hasan Al-Banna (1906-1949), (x) Shah Ismail Dehlvi (1776-1829), (xi) Rashid Ahmad Gangohi (1829-1905), (xii) Muhammad Qasim Nanotvi (1832-1880), (xiii) Ashraf Ali Thanvi (1863-1943) (xiv) Mohammad Ilyas (1885-1944), (xv) Abul Ala Maududi (1903-1979), (xvi) Abd al Aziz Ibn Baz (1910-1999), (xvii) Muhammad Uthaymeen At-Tamimi (1925-2001), (xviii) Nasiruddin Al-Baani (1914-1999), (xix) Israr Ahmad (1932-2010), (xx) Abd al-Aziz as-Sudais (born 1960), (xxi) Taqi Usmani (born 1943), (xxii) Zakir Naik (born 1965), (xxiii) Tariq Jamil (born 1953), etc.



 Wahabi /Salafi aur inke jaise deegar jamato ka kehna hai ki Muhammad sallallaho alaihe wasallam ke tabarrukaat shirk ka ek zariya hain, aur inhe chumna inki ziyarat karna wagairah bhi shirk hi hai. unhone Aaqa sallallaho alaihe wasallam ke ghar ko bhi tod diya jo Makka me tha jahan Nabi sallallaho alaihe wasallam 28 saalon tak rahe, aur unke kamron me se ek kamra jahan Nabi alaihis salam ibadat kiya karte the, jahan par Jibreel alaihis salam tashrif laya karte the, inhone aur zyada tauheen karne ke liye us jaga par Public Toilet bana diya, (Astaghfirullah)
Saudi Arab ke Salafiyon ne Hajj aur Umrah ke liye oilet aane walr zaayereeno ke liye wo jaga thookne, peshab aur paikhana karne ke liye bana di hai.
Uski Video dekhiye

Logo ke Zariye istemal kkiye jane wala wo public Toilet  ki Video dekhiye
Click Here
Nabi sallallaho alaihe wasallam ka ghar jo Makka me tha jisme 28 Saalon tak Nabi alaihis salam rahe aur ibadat kiya dekhiye usey public toilet banae ke liye kaise barbad kiya. see Video.

Salafiyo/Ahlehadeeson ne Sahaba aur Awliya ki Qabron ko to Shirk kehkar  tod diya lekin dekhiye zara inke Akabireen me Ibn Taymiyya ki qabr jo Baramkeh ke qarib Syria,  Damascuss me Maternity Hospital ke piche hai.
ye to pure teen manzil ki bana di gayi hai.









.
Ismaeel Dehelvi ki Qabr:
http://s1.postimg.org/334drsupw/ismail_demlti.jpg
Waah janab, yahan to Qabr ke upar bagh bana diya hai ghaanse ugaai gayin hain.
Nawab Siddiq Hassann Bhopali ki Qabr:
 
Dekhiye isme to bakhubi ghaanse bhi ugaai gayi  hainn
aur hum Ahlesunnat wal Jamaat ke upar ilzam aata hai agar zara phool chadha diya to shirk.
.
Nawab Siddiq Hasan Bhopali ka Maqbara bhi itni shandari ke sath banaya hua hai.
 
lekin Sahaba ki aur Awliya ki mazaaat par ek gumbad banane ko shirk bidat kehte hain:
Aaj bhi kitni Kitni unchi aur shandari se bani hui hai. isse saaf pata chalta hai ki ye log sirf Momineen ke dushman hain ye Islam ke dushman hain
.
ALLAH hum sabko apni Rehmaat ki panah ata farmaye aur aise Khawarijeen se mehfuz farmaye
Aameen Bin Nabiyyil Ummiyyi Sallallaho alaihe wasallam.

Post a Comment

Previous Post Next Post