WAHABIYO KE AQAID

HAQEEQAT-E-WAHABI/DEOBANDI:
,
sab se pehle main aap tamam doston
koKuch
basic and Important Baaten Bata dun....
Ab zara Ahraam Ahraam aur samajh samajh
k
aage ki Baaten Parhiye GA..
Doston tamaam Buraiyon main sab se bari
burai , tamaam Musibaton main sab se Bari
Musibat , Aur Tamaam Fitno main sab se
Bara
Fitnah"WAHABIYO N NADIYON"ka hai...
IS ki KHABAR Hamare Pyare NABI (Sallalaho
Aleh E Wassallam) ne Pehle hi De di thi, aur
Musalamanon ko is se AAGAH b kya tha...
(MAshkaat JILD 2, BAAB (ZIKR-E-YAMAN-0 -
SHAAM) main BUKHARI k Hawale se Riwayat
hai k,
HAZRAT ABDULLAH IBN-E-UMAR (Razi ALLAH
ANHO) farmate hain k ek Din HAZRAT
MUHAMMAD (ALEH SALAAM) bargah -e-ILAHI
main haath uthae dua farma rahe the k..
"Ae ALLAH hamare liye SHAAM main barkat
de,
Ae ALLAH hum ko hamare YAMAN main
BARKAT de"
Jo jo log wahaan mojood the,un main
seBa'az
ne Arz kiya k,
"YA RASOOL ALLAH (Sallaho Alehe Wassallam)
dua farmaen k Nijd main Barkat de"
par AAP (ALEH SALAAM) ne wohi pehli waali
Dua farmai, magar"NIJD"ka naam na liya..
Unhon ne phir tawajjah dilai k,
"Huzoor (ALEH SALAAM) yeh b Dua farma den
k
NIJD main Barkat ho",
par Huzoor (ALEH SALAAM) ne wohi pehli
waali dua ki , aur 3 dafa SHAAM aur YAMAN k
liye maangi, par NIJD ka naam na liya, bal k
AAKHIR main Farmaya..
"MAIN us Azli Mehroom KHITTAY ko duakis
tarah farmaon, wahaan to ZALZALAY aur
FITNE
honge, AUR WAHAAN SHETAANI GEROH PEDA
HOGA"
Is FARMAN k mutaabik 12th CENTURY main
NIJD se, MUHAMMAD IBN-E-ABDULWAHAAB
peda huwa,
Us ne kya kiya??
AHL-E-HARMEN 0 DEEGAR MUSALMAAONON
par
zulm kiye, in k kuch ZULM,
ALLAMA SHAAMI ne apni KITAAB RADAL
MUKHTAAR, JILD 3, BAAB UL BALAGAAT k
shoru
main kuch is tarah bayan farmaya hai,
"Jesa k HAMARE ZAMAANE main
ABDULWAHAAB
k maanne waalon ka Waaqiya huwa k yeh
log
NIJD se nikle, aur MAKKAH O MADINA
SHAREEF ,
par unhon ne GALBA kar liya, apne aap ko
HAMBLI MAZHAB ki tarf se mansoob karte
thay,
lekin in ka AQEEDA yeh tha, k sirf hum hi
musalmaan hain,
jo Hamare AQEEDAY k Khilaaf hai, woh
MUSHRIK hai, is liye inhon ne AHL-E-SUNNAT
WALJAMA'AT ka QATAL jaez samjha, aur un k
ULAMA ko QATAL kiya, yahaan tak k ALLAH
ne
WAHABIYON ki shoqat tori, aur un k
sheheron
ko veeraan kar diya, aur ISLAMI LASHKARON
KO IN PAR FATAH DI , yeh WAQIYA 1233 Hijri
main huwa..
Yeh chand Hawalay haazir hain, in ko parh
kar
Aap khud hi faisla karlen, k kya in Kufriya
Aqaid pe Amal karne waale Afrad
Musalmaan
kehlanek Haqdaar hain??
Agar yeh Kufriya Aqaid rakhne waale KAAFIR
hain , to in ko Musalmaan samajh kar Namaz
main Imaam Banana kiya KUFAR NAHIN???
WAHABI AQAID:
AQEEDA # 1 :"Huzoor (Aleh Salaam) ka
Mazaar
Gira dene k Laayak hai , Agar is k Gira dene
par Qaadir hogaya to Gira dunga"... said
by"Bani WAHABI Mazhab, Muhammad Bin
Abdul Wahab Najdi"( kitaab : Auzah Al
Braheen)
AQEEDA # 2 :"Meri Laathi, Muhammad (Aleh
Salaam) se behtar hai, Q k, is se Saanp
maarne
ka Kaam liya ja sakta hai,Aur Muhammad
mar
gae, unhen koi Nafa Baaqi na raha"...
(Nauzubillah).. . said by"Bani WAHABI
Mazhab,
Muhammad Bin Abdul Wahab
Najdi"( kitaab :
Auzah Al Braheen, Page : 10)
AQEEDA # 3: Muhammad Bin Abdul Wahab
Najdi ka Aqeedah tha k Jumla Aehle Aalam O
Tamaam Musalmanaan ,Diyar-E-Mushrik O
Kaafir hain, aur un se Qatal O Qataal karna ,
un
k Amwaal ko un se Cheen lena Halaal aur
Jaez
balke Waajib hai.. (Maakhooz Hussain
Ahmed
Madni, ( Ash Sahab us Saqib , Page : 43)
Kutub
khana , Aezaziya Deoband)
Angrez se"WAHABI"naam k Bajae AHL-E-
HADEES ki Manzoori:
Akaabir-E-WAHAB IYAH se Unhi Muhammad
Hussain Batyaalwi ne Angrezon se in ki
Khush'aamad kar k in se Aelaan O
Wafaadaari
kibina par Wahabiya ka naam"WAHABI"k
Bajae AHL-E-HADEES manzoor karwaya..
Wahabiya k Mujaddid Nawaab SIDDIQUE
Hasan khan Bhopaali likhte hain:
Chunaa chay yeh Daawa Irsaal Rusal Molvi
Hussain Batyaalwi ko Sir Henry O Boowens
leftinent Governor Bahaadur Mumaalik-E-
Punj
aab k Ijlaas main Pesh kiya gaya tha ,
AQEEDA # 7: Ger Muqallidon k Imaam
Nawaaab Siddique Hasan Khaan Bhopaali ne
bhi yahi likha.. (Ba Hawaala: Badr ul Al-
ehla'ah,
Page#16)
AQEEDA # 8: Molvi Noor Ul Hasan bhopaali
Likhtehain:
"Pas Kuttay Khinzeer, Sharaab O
Khoonbehnay
waala aur Murdah jaanwar k Naa'Paak hone
ka Daawa durust nahin".. (Urf Ul Jaadi,
Page#10)
AQEEDA # 9: Kaafir ka Zibeh halaal hai:
(Ba Hawala: Hadiyat Ul Mehdi, Jild#3,
Page#78)
AQEEDA # 10: Kuttay ka Bol aur Goh paak
hai:
(Ba Hawala: Nazlul Abraar, Ger
MuqallidWaheed Uz Zamaan, Jild#1,
Page#50)
AQEEDA # 11: Sahaba main Faasik bhi the:
(Nazlul Abraar, Jild#3,Page#94)
AQEEDA # 12: Hazrat Ameer-E-Maawiya (Razi
ALLAH Anhu) se aesi baaten aur aese kaam
huwe, jin se in ki adaalat main khalal
aagaya:
(Ba Hawala: Hadiyatul Mehdi, Jild#5,
Page#27)
AQEEDA # 13: Aurton ka jama ho kar ALLAH
ALLAH karna BIDDAT hai: (Fatawaa-E-Sita
ariya,
Jild#1, Page#66)
AQEEDA # 14: Ger Muqqallidon k ImaamIbn-
E-
Temimiya likhte hain: "HUZOOR (ALEH
SALAAM)
ka Insaani Shakal main madad karna,
Shetaan
ka madad karna hai".. (Kitaab Ul Wasela,
Page#41, Maktab Us SalafiyaLahore)
AQEEDA # 15: Ger Muqqallidon k ImaamIbn-
E-
Temimiya likhte hain: "HUZOOR (Aleh
Salaam)
ki Qabar Anwaar se jo Aawaazen aain woh
Shetaan ki Chaalen thin".. (Kitaab Ul Wasela,
Page#51, Maktab Us SalafiyaLahore)
AQEEDA # 16: Qaazi Shokaani likhte hain:
"Sab Dariyaa'ee (Samandari) Jaanwar Halaal
hain, yahaan tak k kutta, Khizeeraur Saanp
bhi
halaal hain".. (Neel Ul Adtaar, Jild#1,
Page#67,
Matboo'a lahore)
AQEEDA # 18: Sanaulla amritsari ahlehadis
likhta hai k sood lena haram hai dena
haram
nahi hai [ropadi mazalim 33]
AQEEDA # 19: Nawab siddiq hasan khan
bhopaliahlehadi s ne likha Aurt azaan de
sakti
hai (BADRU AHILLA#39)
batawo wahabio ye kis hadis se sabit
haidalil
do?
AQEEDA # 20: Sanaullah amritsari likhta hai
Allah tala jhoot bolne per qadir hai (Allah ka
jhoot bolna) aine iman hai..
(AKHBAR AHLEHADIS 27agust 1915)
AQEEDA # 21: AHLEHADIS K NAZDIK SHARAB
PAK HAI Nawab wahiduzzam ahlehadis
likhte
hain sharab najis[na pak] nahi hai haram
hai
jo isko napak kehta hai us ko napaki ki dalil
pesh karni chahiye
(NAZLUL ABRAR VOL 3 Peg 88 kitabul
ashraba)
AQEEDA # 22: Rais ahmad ahlehadis ne likha
bahut se sahaba o tabain bahut si aayatki
khabar rakhne aur tilawat karne k bawajod
bhi mukhtalif wajo se un k khilaf amal paira
the
(TANVIRUL AAFAQ Peg 47)
AQEEDA # 23: MASAIL E AHLEHADIS
Namazi ne padte howe patthar utha kar
parindeya Aadmi ko de mara tu namaz nahi
toti
HIDAYATUL MEHDI VOL1 PEG 112)
AQEEDA # 24: Maulwi abdulgaffar
salafiahlehadis likhte hain
ghoRAY (HORSE) ka gosht halal hai
[SAHIFA AHLEHADIS PEG 22 Ziqaida 1385
hijri]
AQEEDA # 25: Ahlehadis firqe ki kitab
fiqa mohammadiya k peg number 123jild 5
me likha hai
Halal hai khana gorkhar [jangli gadhe]ka
AQEEDA # 26: MASAIL E AHLEHADIS
sharab pine wale ka jhota har hal me pak
hai
chahe sharab peete hi fauran jhota kare
HIDAYATUL MEHDI vol 1 pg 31
AQEEDA # 27: Sidiq hasan khan ahlehadis
likhta hai
ibne qaiyum madade qazi shaukani madade
kehna jaiz hai
HIDAYATU HUDA Pe23Vo1,ALFATAH UL
TAIYAB
AQEEDA # 28: Wahiduz zama ahlehadis ne
likha
shadi khatne aur isi qism k khushi ki
taqribat
megeena gana bajana aur mazamir me koi
harj nahi
(NAZLULABRAR)
AQEEDA # 29: MASAIL E AHLEHADIS kisi ne
namazi se pocha kitni rakaten howi us ne
hath k ishare se bata diya tu namaz nahi toti
(HIDAYATUL MEHDI V1)
AQEEDA # 30: MASAIL_E_AHLE HADIS
namaz padte howe ek hath se pani manga
ya
pani kharid liya tu namaz baatil na hogi
(HIDAYATUL MEHDI VOLUM 1)
AQEEDA # 31: MASAIL_E_AHLE HADIS
Namaz padte howe ek hath se ugal daan
utha
kar thuk liya tu namaz faasidnahi howi
(HIDAYATUL MEHDI VOL 1)
AQEEDA # 32: MASAIL_E_AHLE HADIS murdar
janwar aur khinzir k baal,haddiyan,p
atthe,khur,aur singh paak hai
(HIDAYATUL MEHDI, wahiduz zama)

.

DEOBAND KE AQAID:
.
.
AQEEDA # 1 :"Gaib ki baaton ka jesa Ilm
Huzoor (Aleh Salaam) ko hai, aesa Ilm Zed O
Umar , bachon aur Paglon ko, balkay tamaam
jaanwaron ko haasil hai, Rasool Ki Takhsees
nahin"Hawalay k liye dekhiye kitaab ( Hifzul
Eemaan , Page: 8 , Musannif: Molvi Ashraf Ali
Thanvi , Shae Karda: Kutub Khana Ashrafiya
Company Deoband aur Kutub Khana Aezaziya
Deoband )
AQEEDA # 2 :"Huzoor (Aleh Salaam) ko Aakhri
Nabi samajhna Awaam ka khayal hai, Ahl E Ilm
ka nahin"( Tehzeer Un Naas , Page: 3 ,
Musannif: Molvi Muhammad Qasim Sahab
Nanatwi, Shae Karda: Kutub Khana Aezaziya
Deoband )
AQEEDA # 3 :"Huzoor (Aleh Salaam) k baad koi
Nabi peda hojae to phir b Khatmiyat E
Muhammadi main kuch faraq na
aaega"( Tehzeer Un Naas , Page: 25 )
Note : Yahi Aqeedah Qadiyaniyon ka b hai
AQEEDA # 4 :"Shetaan O Malakul Moat ko
tamaam Roe Zameen ka Ilm hai, aur Huzoor
(Aleh Salaam) k Ilm se Ziyada hai"( Buraheen E
Qaatey , Page: 55 , Musannif: Molvi Khaleel
Ahmed Ambethvi , Shae Karda: Kutub Khana
Imdadiya Deoband )
AQEEDA # 5 :"Namaz main Huzoor
(AlehSalaam) ka khayal Ghaday aur Bail k
khayal main Doobne se bura hai"( Sirat E
Mustaqeem , Page: 97 , Musannif: Molvi Ismail
Dehelvi , Shae KArda: Kutub Khana Ashrafiya,
Raashid CompanyDeoband )
AQEEDA # 6 :"Har makhlooq bara ho ya chota,
ALLAH ki shaan main Chamaar seb Ziyada
Zaleelhai"( Taqweet Ul Eemaan , Page: 13 ,
Mussannif: Molvi Ismail Dehelvi , Shae Karda:
Kutub Khana Ashrafiya, Raashid Company
Deoband )
Note: Har Makhlooq main Huzoor (Aleh
Salaam) ,aue Deegar Ambiya b aate hain..
AQEEDA # 7 :"Huzoor (Aleh Salaam) ki
Taazeembaray bhai ki si Kijiye"( Taqweet Ul
Eemaan , Page: 52 )
Note : Kiya Huzoor (Aleh Salaam) ki izzat bas
baray bhai jitni karni chahiye??
yeh sawaal khud se puchen k hum apnebaray
bhai ki kitni izzat karte hain ,
Aur kiya Huzoor (Aleh Salaam) dono jahanon
ki remat ka bas yahi darja hai??
AQEEDA # 8 :"Huzoor (Aleh Salaam) ka Yom E
Meelaad manana Kanhaeiyya (Cow) k janam
din manane ki tarah hai"
( Buraheen E Qatay , Page: 152 )
AQEEDA # 9:"KHUDA TA'ALA JHOOT Bolsakta
hai"
(Mas'ala Imkaan Kazab), Buraheen E Qatay,
Musannif Molvi Khaleel Ahmed Sahab
Anbethwi.
AQEEDA # 10:"KHUDA TA'ALA ko Jagah aur
Zamana aur Murkab hone, aur Mahiyat se PAK
maanna BIDDAT hai .
(Eezaa Ul HAQ, Musannif Molvi Ismail Dehelvi
Sahab) .
AQEEDA # 11:"KHUDA TA'ALA ko Bandon k
Kaamon ki Pehle se KHABAR nahin hoti , Jab
Banday achay ya Buray kaam karlete hain , tab
us ko maaloom hota hai".
( Balagtal Heraan, PAGE#57, Musannif MOLVI
HUSSAIN ALI SAHAB, SHAGIRD-E-RAHEE D AHMED
SAHAB).
AQEEDA # 12:"Aamaal main Bazahir Ummati,
NABI se k Baraabar hojaate hain, Balkay Barh
bhi jaate hain".
(tehzeer Un Naas, Matboo'a Dar Ul Asha'at,
Karachi, Musannif MOLVI MUHAMMAD QASIM
SAHAB, Baani-E-DEOBAND MADARSA)
AQEEDA # 13:"HUZOOR (ALEH SALAAM)ka Misal-
O-NAZEER mumkin hai".
(Yakroozi Musannif Molvi Ismail Sahab Dehelvi,
Matboo'a Farooqi, PAFE#144)
AQEEDA # 14:"HUZOOR (ALEH SALAAM)ko bhai
kehna Jaez hai q k AAP bhi Insaan hain".
(Buraaheeen-E-Q ATAY, Musannif MOLVI
KHALEEL AHMED SAHAB O Taqweet Ul Eemaan
Musannif MOLVI ISMAIL SAHAB DEHLVI)
AQEEDA # 15:"HUZOOR (ALEH SALAAM)ko Urdu
bolna Madarsa-E-DEOBA ND se Aaya"
(Buraaheen-E-QA TAY, Matboo'a Daul Asha'at
Karachi, Molvi KHALEEL AHMED)
AQEEDA # 16:"Main ne HUZOOR (ALEH SALAAM)
ko Khuwaab main dekha k Mujhey AAP Pul-E-
Siraat par le gae , aur Kuch Aage ja kar dekha
k HUZOOR (ALEH SALAAM) Giray ja Rahe hain ,
to Mene HUZOOR (ALEH SALAAM) ko GIRNE se
roka"
(Balagtal Heraan, Mubbashiraat Musannif
MOLVI HUSSAIN ALI SAHAB
AQEEDA # 17: Deoband Mureed ne Khuwaab
main Apne Peer ka Kalma parha (Yaani Kalmay
main MUHAMMAD UR RASOOL ALLAH ki Jagah
AHRAF ALI RASOOL ALLAH (MazALLAH) PArha)..
aur in k Peer ne Yaani ASHRAF ALI SAHAB ne
kaha k"IS Waqiye main Tassalli di gai hai k Jis
ki Taraf tm Rujo'okarte ho, woh Ittaba'a
Sunnat hai".
(Ba hawal: Kitaab Ul Imdaad, PAGE#35,
Mutba'a AL IMDAAD Ul MUTAABIK, Thaana
Jhoon INDIYA, Musannif ASHRAF ALI THANVI)
AQEEDA # 18: LAFZ REHMATULLIL AALAMEEN
Sirf HUZOOR (ALEH SALAAM) k Liye hi nahin
Balkay har kisiUlama K liye bhi Istamaal
Hosakta hai (Fatawa Rsheediya, PAGE#218,
Naashir Muhammad Ali Kar Khana, Islami
Kutub,Urdu Bazaar, Karachi) AQEEDA # 19:
MUHARRAM main Sabeel lagana HARAAM hai .
(Fatawa E Rasheediya, PAGE# 120, Naashir
Muhammad Ali Kar khana, ISlaami Kutub,
Karachi) AQEEDA # 20: NABI, WALI, SHETAAN,
BHOOT, Wagera sab barabar hain (Taqweet Ul
Eemaan, Page # 41, Matboo'a Darul Islaam,
Publisherz Ahmed Printing, Press 50, Lahore
Pakistan) AQEEDA # 21: NABI ka Maasoom
hona Zaruri nahin
(Tasfee A Tul Aqaid, PAGE# 25-28, Qasim
Nanatwi)
AQEEDA # 22: Pegambar k Liye Mo'ajazaZaruri
nahin.
(Taqweet Ul Eemaan, PAGE# 16-17, MOLVI
ISMAIL DEHELVI)
AQEEDA # 23: Jis Urs main sirf QURA'AN parha
jae , us main Shareek hona bhi durust nahin
hain . (Fatawa E Rasheediya, PAGE#147, MOLVI
RASHEED AHMED GANGOOHI)
AQEEDA # 24: Holi, Deewaali, ki Poori khana
Durust hai .
(Fatawa E Rasheediya, PAGE# 561, Naashir
Muhammad Ali Kaarkhaana, Islaami Kutub,
UrduBazaar, Karachi) AQEEDA # 25: Hindu k
Piyao se Paani Peena Ja'ez hai.
(Fatawa E Rasheediya, PAFE#562, Naashir
Muhammad Ali Kaarkhaana, Islaami Kutub,
UrduBazaar, Karachi) AQEEDA # 26: All
Prophets are useless.
(Taqwiyatul Eeman, page 29).
AQEEDA # 27: The Prophet is not beyond all
lies, and he is not innocent. (Tasfiyatul
Aqaa’id, page 25).
AQEEDA # 28: Praise the Prophet, only as a
(ordinary) man.
(Taqwiyatul Eeman, page 35).
AQEEDA # 29:"To be living"is the quality of the
Prophet, as well as Dajjal.The characteristic of
the Prophet is the same as that of Dajjal.
(Aab-e-Hayaat, page 169).
AQEEDA # 30: For Deobandis, Durood Taaj is
disliked (not permissible). (Fazaa’il-e-Dur ood,
page 73).
AQEEDA # 31:"Rasool (Aleh Salaam) ko deewar
k peeche ka Ilm nahin"
( Braheen E Qatay , Page: 55 )
AQEEDA # 32:"Rasool (Aleh Salaam) k chane se
kuch nahin hota"
( Taqweet ul Eemaan , Page: 50 )
FAISLA AAP KHUD KAR SAKTE HAIN
 

Post a Comment

Previous Post Next Post